Dunya me sab baraabar kyu nahi he?
Question
Allah paak apne bando ki Aazmaaish karta hi to wo dunya me ane se pahele ye kaise faisla karta hai ki wo garib ho ya amir jab ke wo gonehgar hai hi nahi. Bataw mujhe kyu ki mai Muslim hu sab barabar kyu nai hai?
Answer
Me aapko poochta ke agar sab baraabar hote to ya to sab mard hote ya sab aurat hote to dunya ka nizaam kis tarah chalta.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.