Nadi ya taalaab me ghusal karna
Question
Ghusal kab farz he? Kisi aadmi ne nadi ya talaab me ghusal kiya aur farz ki adayegi nahi kiya to kiya ghusal hojayega masalan muh me ya naak me paani chala gaya to kya farz ada ho jaega?
Answer
Jee farz adaa hogaya.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.