Qur'an Shareef ku pakar kar qasam khaana
Question
Agar kisi tarah ka court matter ho aur kasam khaane ki zaroorat par jaye to kya Qur'an shareef ke jagah para ka istaemal karna sahi hoga? Ya kya para aur quran ka value same hai kasam khane ke liye?
Answer
Qasam khane waqt Qur'aan Shareef ko pakarna dharoori nahi he. Qasam hee kaafi he.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.