Kaam me lag jaana

· 26 Rabiʻ I 1438 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsNaseehaturduadviceworkbeing idle

Question

Mai ek aysa ladka hu jiske k pass ab tak itna free time Mila hai jitna shayad hi kisko milaa hoga. To jab mere pas time tha to Mai ayse hi baithkar junk kaam merepas kuch nahi hota tha to Mai ayse hi soch me padjaata tha to ye cheez ki mujhe aadat hone ki wajah se mujhe waisi soch se bachne ke liy problem horahi hai. Saamne wala kuch bhi baat kare to use seriously lelera hu. Jo bhi kaam hai mere dad karlete hai. Mai ibaadat guzar hu. Mai iske tahat in he batana chahta hu ke mai bhi kuch hu. Kya aysa nahi hosakta ke mere andar dareness paida hojay. Mai sirf ab tak soch ne me waqt zaaya karchuka hu. Ab isko haqiqat me badalna hai. Andar se bahar ana hai.

Answer

Kaam me lag jaao. Chaahe kisee dunyawi kaam kyu ne ho. Bekaar bethna bari mahroomi ki baat ho.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.