Jamaat me jaana
Question
Kya jamaat mai jana kaha tak durust hai. Jo musalman masjid mai jama hoke kahi dusri jgh imaan ki dawat dene jate hai 3 din 10 din 40 din or 4 mahine ke liye, Islam mai iski haqiqat bayan farmae.
Answer
Har musalmaan keliye `aqaaid haqqah ka seekhna a`maal saalihah ko haasil karna akhlaaq aur mu`amalaat ko durust karna fardh he. Ab ye faraaidh chaahe kisee buzurg ki suhbat me reh karke ya madrasah me daakhil ho karke ya jamaat me jaa karke isko haasil kare.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.