Khwaab ki ta'beer

· 28 Rabiʻ II 1438 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsKhwaabo ki Ta'beerurdudream

Question

Mai ne khwaab mai pir meher ali shah sb ko daikha sakht tofan hai Ap apni qabar mubarik say nikal k masjid ke taraf atay hai fajar ke namaz Parhanay and mughay ishara kartay hai k uth aqamat kar mai aqamat karta ho to namaz parha kwo apni lahad ke taraf wapis utar jatay hai sakht tofan hota hai.

Answer

Khwaab ki tabeer yeh he ke agar aap Allah ki qurbat aur nasdeeqi chaahte ho to paanch waqt ki namaazo par paabandi kare aur tamaam kaam ko sunnat ke mutaabiq kare.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.