Khwaab ki ta'beer
Question
Mai ne khuwaab mai aik bazurg ko daikha. Ishaara se baba fareed ka tha. Do rooms mai 5 qabar mubarik the pehlay mai 3 dosray mai 2 aur har qabar k sath inhe bazurg ko daikhta ho magar akhri qabar mai us bazurg say ham kalam hota ho un k sath aik choti bachi hoti hai jo kehti hai k tum 72 ghantay bhokay raho.
Answer
Buzrugaan-e-Deen ki ittibaa' kare owr apni zindagi me Sunnat le aaw. Paanch waqt ki naamz par paabandi kare owr tamaam na mahram awrato owr larkiyo ke saat purda ka ihtimaam kare. Issy tarah tamaam mushtabah owr haraam cheezo se bhi parhez kare. Allah Ta'ala kaamiyaabi naseeb farmaye.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.