Qur'an paak ki behurmati se tawbah
Question
Na'uzubillah Qur'an paak ki Jaan bujh kar Behurmati kr guzarny ka kya kaffara he owr Tawbah kaisy mangi jay?
Answer
Dil ke andar nadaamat hone ke saat saat, aap Allah Ta'ala se tawbah kare us gunaah ke lia owr pukhta azam kare ke aainda aap aysa kaam nahi karenge. Kuch sadaqa bhi dede is niyyat ke saat ke ye sadaqah us gunaah ke lia kaffarah ho. Agar aap ne jaan booj kar Qur'an Shareef ki be adbi ki, to Imaan ki tajdeed kare owr kasrat se kalimah tayyibah parh liya kare.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
- Checked & approved by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.