Apne aap ko Hindu kehna
Question
Aik larki khud ko hindu kah de ghuse me phr wo mafe b mangle khud kyu k wo aswaqt hosh me nahe the hosh me ane k bad wo roo rahe the k mene ye kia kardeya phr aik larka os ko yaqeen delane k lye ye kar de k ap as se hindo nahe ban jate me b bol deta ho k me hindo ho to kai ye dunu hindo hogaye hai ye larka sirf asko islam ki rah me wapas lana k lye khud ko hindo bol jata hai
Answer
Ye bohat bara sangeen ghunaa he. Usku chahia ke Allah Ta'ala se tawba kare aur phukte dil se nadaamad ke saat row kar tauba kare aur kasrat se kalimah tayyibah parhe. Issy tarah wo azam kare ke aainda wo ye ghunaa nahi karegi. Ihtiyaatan un ko Kalimah parh kar Imaan ki tajdeed kare.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
- Checked & approved by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.