Khwaab ki ta'beer
Question
Main ny aik kamray main Quran khulla huwa dekha jis main kisi ki ungli mujhy ayat ki taraf ishhara kar rahi thi tarjama yeh tha “beyshak Allah sabr karnay waloon ke saath hai”
Answer
Allah Ta'ala ki taraf ruju' kare owr unhi par poora i'timaad owr barowsa kare. Apni nazar ku makhlooq se hataade. Wohi sirf aap ke kaam ke banaane wale he.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.