Baal ko bun banaa kar namaaz parhna

· 15 Jumada I 1438 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsNamaazAwrato ki namaazurducovering the hairsalaah

Question

1. Kya baal me backpin laga kar namaaz ho jayegi? Jo aurten backpin lagati hain usme plastic ke sath thoda bahot metal bhi hota hai. To laga kar namaaz ho jayegi?

2. Baal gooth kar yani choti bana kar usse mor kar baandh lene se namaaz ho jayegi? Kyunke baal lambe hone se baal ko mor kar baandhna parta he to namaaz ho jayegi choti bana kar usse neeche se mor kar parne se?

Answer

1. Backpin ko ham jaante nahi.

2. Aurate agar bun banaakarke sar ke peeche karle to namaaz saheeh he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.