Khwaab ki ta'beer
Question
Maine aj raat ek khawb dekha waqt ka kuch pata k kis raat ka kounsa waqt tha..Maine dekha k mere donu baazun main(arms) main kuch keeday guss rahe hai kuch lambay se keeday jo andar guss rahe thay... Saat main k main kuch kapday ki dukaan pe bhi thi..Lekin daraauni baat yeh lagi k mujhe aisa sapna kyu aaya.. Main iss khawaab se bhut pareshaan hun... App mujhe please baata dein aisa khwaab kyu aya?
Answer
Apne rishtidaaro ke lia dua karo owr unke Deeni owr dunyawi mafaad ke lia fikar karo. Agar wo aap ki madad ka muhtaaj ho, to unki madad karo.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.