Khwaab ki ta'beer

· 16 Jumada I 1438 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsKhwaabo ki Ta'beerurdudreambarkat

Question

Mein daikha k mere abbu doosri shaadi kar rahy hain aur mein bohat ziada pareshaan hun aur log mujhe tasalli dy rahy hain aur meri ammi nay yeh khuwab mutaadid baar daikha hai. Baraae mehrbaani is khuwab ki tabeer bta dain Allah aap ko jaza-e-khair day aameen

Answer

Allah Ta'ala aap ke maa baap ke nikaah me barkat daalde owr aapas ki mahabbat ku barhaade.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.