Nikaah ke waqt shart lagaana

· 18 Jumada I 1438 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsShaadiurdunikaahcondition

Question

Nikah k waqt larki walay nikah nama me condition likhwatay hen k larka larki name per 10 marlay ka makan dey ga, dosri shadi ya talaq denay per 5 lakh ada kray ga. kia ye islam me jaiz ha?

Answer

Ye agar mahr ke tor par usne kaha ke fala sifat ka makaan dega to makaan dena dharoori he. Aur ye shart lagaana ke fala kaam karne ki wajah se me aapko ye doonga ye eik qism ka jurmaanah he aur is qism ka jurmaanah ka poora karna dharoori nahi balke durust nahi.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.