Darawne khwaab
Question
Mai apne khwaab mai aksar dari or sahmi rehti hu. Mujhe koi maar raha hai. Hatyaar bhot dekhte hai. Churi chakku ye sab. Mai ye sab se baag rahi hu. Kahi aisa dekhta hai mujhe khwaab mai ziyaada.
Answer
Tamaam qisam ke mushtabah owr haraam cheezo se parhez kare jaise mushtabah maal, TV, internet, buri suhbat, na munaasib akhbaar, novel, waghairah. Issy tarah paanch waqt ki namaaz ke ba'd owr sowne se pehle teen Qul owr Aayatul Kursi parhliya kare owr apne upar dam kare.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.