Namaaz me takheer karna

· 24 Jumada I 1438 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsNamaazNamaaz ki ahammiyyaturdunamaazdelaying salaah

Question

Kya jo namaz ka waqat he us ke andar hi namaaz ko kay dafa takheer kar ke parhna qaable muzammat or guna he?

Answer

Namaaz me takheer karna ye bohot hee naa pasandeedah kaam he. Hadeeth me is tarah namaaz ko takheer se parhna munaafiq ki alaamat bataayi gayi.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.