Biwi doosri shaadi se mana' karti
Question
Meri shaadi ko 11 saal hogye na. Humari koi aulad nhi hai. Mere sab behen bhai ko aulad hai main apni wife ko bolta hun mujhe dusri shadi karne do woh mana karti hai bolti hai agr tumne ki toh main khud ko mardungi. Kasam khati hai karne nhi deti woh shadi mere ammi papa tayyar hai karwane ko woh mana karti hai bas....main bhi ab nhi chata iske sath rehun...mujhe kya karna chahiye
Answer
Jab teri jee uske saath rehne me tang ho raha he to usko samjha karke doosri shaadi karlo.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.