Khwaab ki ta'beer

· 6 Jumada II 1438 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsKhwaabo ki Ta'beerurdudream

Question

Main khwaab main apney mary huwe bhtejy ko dheka us sey galy mila us seybatin ke us pocha kya hal ha us ney batia thek hun khusi sey batia meri koi duty lagi ha woo kam kar raha hun. Megy bola main kaam kar key aya na maloom jaga he. Phir wo kaam kar key ata ha kaly rang key phter ka kafi qemti har mery galy main dala main ney galy main dalta hun tuo qabar dheki deti ha or yeh keh key otr deta hun usy wapes kar deta hun woo ley lita ha or yeh bolta hun key mordy sey koi chez lain tuo banda mar jata pher jag jata hun plz megy es ke tabeer batin.

Answer

Aap marhooma ke lie duaa e maghfirat kare aur esaale thawaab kare.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.