Jhooti qasam
Question
Mere shohar ne mujhse do bar jhuti kasam kha k mujhe bola hai or akhri bar unko jab meine quran paak hath mei lekar kasam khane ko kaha to wo hath mei utha kar kasam khaliye lekin tabbhi mujhe yakin nahi hora hai aisa lagta hai jab ye insan 2 bar jhuti kas kha chuke hai to abbhi jhuti kasam hi khayenge. Please mujhe bataye ke kya aisa koi tarika hai jisse malum pad jaye ke kasam sacchi hai ya jhuti please. Mujhe reply karde.
Answer
Us ne kasam khaaiye, to us ki baat maan lo. Shak karne ki kya wajah?
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
- Checked & approved by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.