Khwaab ki ta'beer
Question
Mera khawab ye hy ky mery apne cousin ky sath mangne hoe hy 7month pehly mujhy..mery mangetar ky or un ky kafi reshtadaroo ko khawab my ye nazar aya hy ky my or mery mangetar darya ky pane k pas khary hen or kuch he dair my ham dono darya k pane my chalang (jump) laga dety hen or phr aankh khul jate hy.
Answer
Allah Ta'ala aap ki nikah ku barkat aur aafiyat ke saath poora kar de aur khushi naseeb farmaaye.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.