Kapre dhone ke ba'd nishaani baaqi reh jana
Question
Agr kapre pe mazi lagi ho aur us kapre ko teen baar dho liya jay phir sookhne ke bad us pe mazi ka nishaan baaqi reh jaaye to kya kapra paak ho jayega?
Answer
Agar achchi tarah dho liya aur dhone ke ba`d nishaani baaqi reh gayi to kapra paak he.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.