Napaak kapre dhone ke bad kuch nishaan reh jaye to us ka pehenna jaaiz hai?
Question
Agar payjama ko latrin lag jaaye aur ham usse do din baad dekhe aur jab ham ne isse saaf kiya toh iska nishaan nahi jaa raha tha ham ne acchi tarah se doya toh kya ab ye pehna jaiz hai nishaan rehne ke bawujood?
Answer
Agar napaaki dhone se nikal gayi aur sirf kuch nishaan reh gaya, to us ko paak samjho.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
- Checked & approved by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.