Khwaab ki ta'beer

· 8 Jumada II 1438 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsKhwaabo ki Ta'beerurdudream

Question

Me ney ayk baar khwab dekhi ki mey masjid mey hoon aur kuch log hain jo hassi mazak kr rhen hain fir mey masjud key bhaar gaya aur dekha key bhot sarey log eyk sath aa rhe hain aur kisi tarha ka woh kuch music baja rhey hain jaisiki qayamat ka manzar ho to yeh dekh mey masjid mey bhaag gaya aur eyk hath mey janamaaz lee aur dusrey hath mey quran seeney (chest) pey rakh kar zameen pey lett gaya aur kehna laga qayamaat aa rhi hai parr mey quran aur namaaz sath ley key marna chahta hoon.

Answer

Paanch waqt ki namaz ku musjid me jamaat ke saath parho aur rozana Quran shareef parhne ke lie waqt nikaalo.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.