Khwaab

· 21 Dhuʻl-Qiʻdah 1438 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsKhwaabo ki Ta'beerurdudream

Question

Main ne khwab dhekha hai k eid ka din hain or main apni dadi k sath bhar gali main bhethi hon (Jo ab zinda nahi hain) duer se hum ne ack mayet ko ate dhekha hai wo bhot der gain hain main unhe dusri jaga bhelane ke leye ly kr gain hon phir us mayet Ki namaz janaza hi hamari gali main ho rah I hain

Answer

Aap apni daadi ke lia dua kare owr isaale-e-sawaab kare.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.