Khwaab ki ta'beer
Question
Mere walid ka inteqaal 06.03.17 ko hua us din raat ko isha ke baad unko dafan kiya usi raat mere chacha ke ladke ke khawb me mere walid aaye vo unke ghar gaye phir khawab tut gaya aur phir wapas aaye usi raat aur mere chacha ke ladke ne dekha ki mere walid kabristan me bethkar tasbih pad rahe tha.
Answer
Ye acha khwaab he. Allah Ta'ala un ki maghfirat farmaaye aur aakhirat me aala se aala maqaam naseeb farmaaye.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.