Khwaab ki ta'beer

· 15 Jumada II 1438 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsKhwaabo ki Ta'beerurdudreamcrocodile

Question

Mene apny khwaab mai dekha ki darya h usmai bht sari magar mach haiii kisi ko nai pata hota to aur mai sabko unse bachane ki koshish karti hu. Mai aurmere kch family members khud ko un magar mach se bachne ki koshish karte hh lekin wo hume kch kar nai payee aur end mai wo khud gol bankar kahi chup gae iski kya tabeer hh

Answer

Allah Ta'ala aap ku istimaal kare lowgo ku zulm se bachaane ke lia owr faaida phonchaane ke lia.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.