Khwaab ki ta'beer

· 9 Rajab 1438 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsKhwaabo ki Ta'beerurdudreamistikhaara

Question

Main Saudi Arab main hota hn main nay apnay kam ka istahara krwaya hai jis main kali cow aur gahraa khuwaan nazar ayaa ap mujay is ki tabeer bata day mujay samaj nai hai.

Answer

Agar ye kaam aap ke Deen aur dunya ke lie nuqsaan ke baaith ne ho, to aap qubool kar sakte. Khwaab acha he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.