Khwaab ki ta'beer
Question
Mujhe aik khawab ki tabeer pochni hai. Mari sister ki student ko khawab aye hai ki us ki teacher ki dono Bhai aik dukhan per khare hai aur un per kere char rahe hai bohat se loog pass khare hai aur ro rahe hai dosi khawab mare behnoie ko aye hai mai mara Bhai aur mara behnoie hum teno safer per gaye hai aur hamara accident ho gia hai please is ki tabeer bata dain.
Answer
1. Gunaaho se parhez kare owr tamaam na mahram lowgo ke saat purda ka ihtimaam kare.
2. Aapas me mahabbat ke saat bartaaw kare owr ayk dowsre ke lagzisho ku dar guzar kare.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.