Kisi ki cheez uthana aur maalik ka pata nahi

· 14 Rajab 1438 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsMutafarriqaaturdukitaabcollegeannouncement

Question

Agar kesi ny kesi ki kitab utha li college mn aur uska naam pata us ky pass bilkul b nhi aur us ny kitab mn kuch tabdilin b ke di. Ab 2 saal hone ko hai iss baat ko aur his ny ye harkat ki sharminda b hai. Ab kitab na wo wapis ke sakta aur ye k ab to kitab shaid uss k b kam ki nhi rhi. Ab kia kia jae? Kia uski qimat sharee faqeer ko zaroor daay? Kia qimat sharee faqeer ko daeny k baad wo usse istimaal ke sakta? Agar ussny nadani mn us kitab ko parhny se pehly tasmia parhi to ye krna kesa aur uss pr kia hukum aae gha?

Answer

Munaasib to ye he ke college waale se kehde ke ishtihaar dede ya i`laan kare. Agar ye ne ho sake to kisee ghareeb ko dedi jaaye.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.