Wudhu ke bad ungli aasmaan ki taraf uthaana
Question
Wudhu ke bad ya kisi bhi moqay par shahadat ki ungli asman ki taraf uthane ki ijaazat shareet ke mutabiq jaiz he ya na jaiz?
Answer
Hamne kisee hadeeth me dekha nahi ke ungli aasmaan ki taraf utha kar kuch parha jaaye.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.