Gabraahat ke lia wazifa

· 20 Rajab 1438 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsWazaaifurduwazifauneasinessinsomnia

Question

Meri umer 48 years hey aur main aik government Mulaazim hun. Taqreeban do mahiny se mujhy akaily main gabrhat hoti hey aur raat ko neend nahi aati. Din ko kaam main masroof hota hun tu behtar mehsoos karta hun aur jab bhi farigh ya akaily hota hun to ajeeb ajeeb khayalat aaty hain aur gabrahat hoti hey. Mujhy mery wo dost shiddat se yaad aany lagty hain, jo ya to Allah ko piyaary ho chucky hain ya itny door hain ke mera un se koi contact nahi hy. Bara e Mehrabani koi Naseehat farmain.

Answer

Durood Shareef ku kasrat se parhe.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Checked & approved by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.