Khwaab ki ta'beer

· 21 Rajab 1438 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsKhwaabo ki Ta'beerurdudream

Question

Mere khwab mein meine dekha ki mere ghar mein kuch dawat ho rahi hai mere chote khala bolte hai tum 11 logo ko khana banake khilate bole puchte hai mein bolti hun ha ap saath mein thairo mein banadungi bagara khana aur kaddu ka dalcha aur mitha khana mithe khane ke chawal thode kam gale huve hai khala se puchti hun khala yea kam gale huvr hai wo bolte hai ha itna hi galna mithe khane ke leyea. Phir banati hun bagara khana,kaddu ka dalcha aur mitha khana bohot hi tasty aur achi khushboo ati hai dalche se aur mithe khane se aur sab ready hojata hai. Mufti saab is khwab ki tabeer batadijyea.

Answer

Allah Ta'ala aap lowgo ku khoowb barkat naseeb farmai maal owr rowzi me.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.