Shohar ne kaha "tum meri taraf sai farigh ho" to talaaq hogi?
Question
Meray husband nai mjhy gussy mai bola talaq dai dunga talaq dai dunga phir kharay ho kay bola tum meri taraf sai farigh ho jahan jana chaho jo kurna chaho karo aur phir 65-70 din sai ruju bhe nahin kiya kya ye talaq hui?
Answer
Jaha par ye lafz talaaq keliye isti`maal kya jaata ho to talaaq baain shumaar hoga.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.