Khwaab ki ta'beer

· 29 Rajab 1438 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsKhwaabo ki Ta'beerurdudream

Question

Maine ek khwab dekha takriban 5 am, ke ma mari ammijan me sath hu, aur meri ammijan me goud me mera chota beta jo 10-12 din ka hoga, achanak guftagu karte karte vo baccha chalne lagta he aur dekte he vo uper se chalang lagakar intikal kar jata he, is kwab kO abhi 10-12 din guzre he aur tab se hi mai bohot ghabraya huwa hu, please iski tabir bataye.

Answer

Allah Ta'ala us ku sihat me rakhe aur us ku Deen ke liye qubool farmaaye.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.