Mia biwi ke darmiyaan ikhtilaaf

· 8 Shaʻban 1438 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsNaseehaturduadvicemarital problemsistikhaara

Question

Mere dost ki sister k shadhi ki bat 8 saal sy chal rahi thi us jaga per un ki bat paki ho gae sister k father ny istiqara karwa lea us main no aya jaha shadhi hoe sister ki vo dono sagi sister hain yek ka beta hai our dosry ki beti apas k taloqaat kharab na hon is waja sy shadhi ho gae ab vo bhen apny ghar main parashan hain hasband wife main banti nhi hai istiqary k khalaf hum ny kam kya hai is ka koi kafaara ho yeh our koi bat ho plz batain

Answer

Miya biwi ku chaahiye ke unke yahaa ke Jamiatul Ulama ya kissi neik, muttabi-e-sunnat aalim ke paas jaawo aur un se naseehat haasil kare apne maamele me. Agar kissi tarah se nibaah nahi ho sakta, to shohar biwi ku talaaq de de aur alag ho jaaye.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Checked & approved by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.