Khwaab ki ta'beer
Question
Mujhay khwaab ayya hai k achanak baithay baithay mera samnay ka daant hilnay lag gaya or sath hi jb mainay usko hath lgaya to wo gir gaya hai. main bohat pareshan hogai or isi trah thori hi daer main waqfay waqfay se mairay sab daant gir gaye hain or meri nandain or ammi ai hain mje dekhnay. or mje hospital lay jana chaah rahi hain q k daant girnay ki pareshani se meri tabiyat khraab hojati hai. plz mje iski tabeer btadain.
Answer
Allah Ta'ala aap ki saari pareshaaniya ko door farmaae aur aap ko sukoon naseeb farmaae.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.