Khwaab ki ta'beer

· 12 Shaʻban 1438 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsKhwaabo ki Ta'beerurdudream

Question

Me ziyadatar khwab me dekh chuka hu ki mujhe toilet aata hai bahot tez par jab me toilet me bethta hu to hoti nahi hai mujhe zor lagata hu tab bhi nhi hoti aur ziyadatar mujhe toilet waha milta hai jaha sab khula hota hai aur log aas paas hote ha. Me khawab me bhi bahot pareshan ho jata hu.

Answer

Allah Ta'ala aap ki saari haajaat owr zurooriyaat aafiyat ke saat poori famai.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.