Khwaab ki ta'beer

· 17 Shawwal 1438 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsKhwaabo ki Ta'beerurdudream

Question

Ek larki kitchan main khana bana rhi ti kapray se puray sir ko chupaya hwa tha aur kitchan sy bhar aa kar mjy ko 8 kulfiyan di jis main sy 4 kulfiyun main chupkali ti aur phr pata nhi kese sari kulfiya uske pas chali gaen aur kulfiya jis main chupkali nhi ti wo us na khali aur jis main chupkali ti wo mujhe de di maine bhar jakr theli khol kar phenk di phr main andar aye to refrigirater main sy us na qeema nekal kr banaya aur refrigireter main rak diya aur phr refrigirater main sy murgi nikali aur wo bhi bana kar refrigirater main rak di

Answer

Ayse lowgo ki suhbat se parhez kare jis se tum ku nuqsaan phonch sakta he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.