Khwaab ki ta'beer

· 21 Shawwal 1438 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsKhwaabo ki Ta'beerurdudream

Question

Mene khawab me dekha k Hazrat Muhammad (Sallallahu Alaihi Wasallam) bohat khushgawar mood me hy aur unho ny mera bazoo pakra aur wo aur main dono qabrastan jaty hy. Huzur farmaty hy tm yaha ruku main ata hn waha Huzur k betay ki qabar mubarik hoti hy me waha fateha parh k ik jaga k sath lag khara hojata hn pechy say ik sheerr mere kandhy per apny dono pao rakhta hy mgr kuch kehta nae pyar say mou sath lagata hy phr ankh khul jati hy kindly mjhh iski tabeer bta dain .is ka waqt fajar ki namz k bad ka hy

Answer

Allah Ta'ala aap ku Huzoor (Sallallahu Alayhi Wasallam) ki khaas mahabbat naseeb farmai owr unki tamaam Sunnat par amal karne ki tawfeeq naseeb farmai.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.