Khwaab ki ta'beer
Question
Me aksar khuwab mein dakhta hu k mein imtehani kamre me betha hu or imtehan dera hu
Answer
Ye dunya imtihaan ki jaga he. Musalmaan ku chaahiye ke har waqt Allah Ta'ala ki itaa'at aur farmaabardaari kare aur ghunaaho se parhez kare. Agar wo is dunyawi imtihaan se pass huwe, to aakhirat me kamyaab hoga.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.