Khwaab ki ta'beer

· 21 Shawwal 1438 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsKhwaabo ki Ta'beerurdudream

Question

Me ne dekha ke ma umrh krny ami abu k sth gai hn wahan kaby k samny phonch k mery qadam nai uthty to itny ma meri ustad mjy pakr kr kabay tak ly jati han phr ma kabay ki dewaar k sth lag k khoob roti hn or apny gunhao ki mafi mangti hn Is khwab ki tabeer bta dyn.

Answer

Apni Islaah ki taraf tawajjud dede. Allah Ta'ala aap ku gunaaho se tawbah karne ki tawfeeq naseeb farmai.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.