Khwaab ki ta'beer

· 23 Shawwal 1438 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsKhwaabo ki Ta'beerurdudreammoon

Question

Mai ne khuwab mai dekha ky asman per do chand hain phir ik chand ho jata hai aur phir dobara ik se do chand ho jate hain. Halke halke baadal dekhe chand per. Mere sath meri grandmother hain. Unhai vo chand nahi dikhai de rha. Vo mere se pooch rhi hain. Aur mujhy kehti hain wadhu karo aur namaz prdho. Is khuwab ki tabir pata karna chah rhi hon

Answer

Chaand se muraad Allah Ta'ala ke neak bande he. Allah Ta'ala aap ku neak lowgo ki suhbat naseeb farmai owr un se ziyada se ziyada istifaada lene ki tawfeeq naseeb farmai.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.