Khwaab

· 26 Dhuʻl-Hijjah 1438 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsKhwaabo ki Ta'beerurdudream

Question

Main ne apni dream main dekha k asmaan pr 2 chand hain main meri behn or mery Abu hum apny ghar ki chat pr charpai pr bethy hain rat ka time he or asmaan se bht roshni zameen pr a rahi he sitaron ki main 2 chand dekh kr bht khush hoti hon or apni behn ko kehti hon k wo dekho 2 chand ay hain asmaan pr mujhy iska matlab smjha dain plz.

Answer

Allah Ta'ala aap ku neak lowgo ki suhbat naseeb farmai owr unse istifaada karne ki tawfeeq ataa farmai.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.