Khwaab ki ta'beer
Question
Me ny khawab main mukammal Chand aor chand ki 6,7 shaklon ko aik sath asman py dekha aor us k sath aik Chand jaisi he gol roshni jis k darmiyan mn 2 lakeeren the aor wo chamakti aor bujhti the... Aor me uski video bna rha tha... mery sath khawab mn mery 2 dost b thy aor meri Bari hamsheera b... Kindly mjy mery is khawab ki tabeer btaeyn
Answer
Chaand se muraad Allah Ta'ala ke neak bande he. Allah Ta'ala aap ku neak lowgo ki suhbat naseeb farmai owr un se ziyada se ziyada istifaada lene ki tawfeeq naseeb farmai.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.