Khwaab

· 8 Dhuʻl-Hijjah 1438 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsKhwaabo ki Ta'beerurdudream

Question

Mera aik beta hai 1 saal ka aur meray husband mulk se bahar hain onse mera koi raabta nhi 6 months se wo humse rabta nhi rkhna chahtay.. Mera sawal ye hai k mainay khowab main dekha k meray shohar nay hamaray betay ko goli maar di hai aur main onhai mana karti rehgai k na maarain phir mjhy aisa laga k wo mjhy bhi marna chahta hain tou nain chupnay lagi.. Abhi recently khowab dekha k wo dulha banay hoye hain aur dulhan kabhi mjhy lgta hai k main hun kabhi lagta hai koi aur hai. Mjhy in khowabo ki tabeer bataden.

Answer

Allah Ta'ala aap ki saari pareshaaniyo ku door farmai owr aap ke khaawind ke dil me aap ki owr aap ke bethe ki mahabbat daalde. Namaaz ke bad ye attached dua parhe.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.