Khwaab ki Tabeer
Question
Mein ne khawab dekha kay aik chupkali mujhay aur meri behan ko tang kar rahi hai aur woh moun se gand bhi phank rahi hai aur mein darr raha hoon phir meri behan uss say darna khatam kar deti hai aur woh uss kay buhat pass jati hai aur peechay se mera bhai aata hai aur woh uss chupkali ko goli mar deta hai aur woh mar jati hai........kia tabeer hai?
Answer
Panch waqt ki Namaaz owr sowne se pehle chaar qul owr aayatul kursi parhliya kare. Allah Ta'ala aap ku tamaam shar se hifaazat farmae.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.