Sone par zakaat

· 2 Muharram 1439 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsZakaat ke masaailSowne chaandi owr naqdi me zakaaturduzakaatgold

Question

Kam se kam kitnay sonay k sath kitna pasay honay pa zakaat farz h?

Answer

Sona ka nisaab 87.48 grams he. Agar itna sona milkiyyat me he to zakaat fardh hogi aur agar us se kam ho aur payse bhi ho to dono ki qeemate milaa karke dekho ke agar woh chaandi ka nisaab ke baraabar he ke nahi. Agar he to zakaat fardh hogi.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.