Jahez ke sone par zakaat
Question
Main nay apni beti ka jahaiz ki niat say gold lay kar rakh lia hai kia us par zakat hogi?
Answer
Agar aap ki beti baaligh he aur aap ne abhi tak usko ye gold nahi diya, to ye gold aap ki milkiyyat me he aur uski zakaat aap par waajib he.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
- Checked & approved by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.