Aurat ko gharelo kaam me lage rehna

· 12 Muharram 1439 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsKhawateen ke MasaailHijaab owr purdahurduwomen leaving the homestudying

Question

Meray board kay papers jab bhi hotay hain tou ghar main koi na koi bara masla hojata tou yeh esa kyn hota hai? And secondly main bht mehnat karti lekn mujhay utna acha result nhi milta jitni main chahti hun... Mera abhi HSC part 1 (first year) ka result anay wala hai isi lyay aap plz mujhay koi wazeefa ya dua btaen jis say mera result bht bht acha aae aur mera DMC (dow medical university) ya ussay achi university main admission hojae first attempt main.

Answer

Allah jaane.

Aurat keliye sab se behtar yahee he ke woh makaan me rahe aur studies me ne rahe. Gharelo kaam me lage rahe.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.