Biwi ku "tum faarigh ho" kehna

· 21 Muharram 1439 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsTalaaqurdutalaaqfaarigh

Question

Mera ap sy ye sawal hai ke aik shakhs jis ko ilm nahi lafz farig k ye bolny sy talaaq ho jati hai who apni biwi ko aksar ye kahain aur mahni ma ho jaisy k tm farig ho yani zahni tor par ya is taran ke mehfoom k sath to kaya hukam hai?

Answer

Agar aapke yahaa ye lafz "farigh" talaaq keliye aammatan istimaal nahi hota to talaaq waaqi nahi huwa.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.